Yes, Haan Mard ko bhi dard hota hai bas mard aurton ki tarha bayan nahi karte hai apne dard ko. Wo Chipa lete hai shayad isiliye kaha gaya hai ke mard ke paas jigra bada hota hai. Magar iska matlab ye nahi hai ke Aurat Kamzor hai. Agar Aurat Kamzor hoti to wo mard zaat ko janm kaun deta bas jitna jigra mard ko mila hai utni hi taqat ek Aurat me samaai hai agar ek Aurat zaat 9, mahine tak apne bacche ko pate me rakhti hai to ek nek mard puri zindagi bhar apne Parivaar ki zimedaariyon ko apna farz samajh kar puri zindagi apne kandho pe uthata hai. -Shah_ziya Ali (Writer SW)