Posts

KITNI AJEEB BAAT HAI SAAL BHAR TO TUM LOG HUMARE NAAM SE HUME HI GAALIYAAN DETE HO AUR ISI SAAL ME SE EK DIN CHUN KAR TUM HI LOG HUME SAMMAN DETE HOMAT SO HUME YE  EK DIN WALA SAMMAN HUME TUMHARA YE SAMMAN QUBOOL NAHI HAI HAPPY MOTHER DAY HAPPY SISTER   DAY HAPPY  DAUGHTER DAY AAP LOG ABHI YE SAMJHE HI NAHI HO KE EK AURAT KO IZZAT KAB KAISE AUR KAHAAN PAR DENA HAI JIS DIN SAMAJH JAAOGE US DIN HAR MAA,BAHEN,AUR BETY ,GHAR ME HO YA ROD PAR WO HAPPY  HO JAAYEGI AUR SAVE BHI HO JAAYEGI (SW)                     -SHAH ZIYA ALI

Save Water And Tree!

YE TO WAHI BAAT HO GAYI HAI  KE QUWAAB  DEKHTE HI TAABEER KA MILJAANA  ABHI KUCHH SAAL PAHELE HI TO SUNA KARTE THE  KE IS TARHAAN AGAR JANGAL KATTE  RAHE TO  AANE WAALE WAQT ME SAB KO SAANS BHI LENE KE LIYE OXYGEN QAREEDNA PAREGA AUR LO WO WAQT BHI AAGAYA KE AAJ GAS CYLINDER SE BHI ZIYADA OXYGEN CYLINDER QAREEDE JAA RAHE HAIN ABHI BHI WAQTHAI ZINDA INSAANO SUDDHAR JAO PER LAGANA SEEKHO KAATNA NAHIN  WARNA HUMARI AANA WAALI GENERATION SIRF HUMARE DIMAAGON ME HI JANM LEGI DUNIYA ME AANE SE PAHELE HI WO MAR JAAYEGI AUR UNKI MAUT KE ZIMMEDAAR BHIHUM HI LOG HONGE KIYO KE UNKE ZAROORAT KA SAMAAN TO HUM PAHELE HI QATM KAR CHUKE HONGE  JAISE HAWA AUR PAANI  KIYON KE JISM KO ZINDA RAKHNE KE LIYE ROOH KA ZINDA RAHNA ZAROORI HAI AUR ROOH KO ZINDA RAKHNE KE LIYE HAWA AUR PAANI KI ZAROORAT HOTI HAI IS LIYE PER AUR PAANI DONO KO HI BAHAO (SW)                     -          ...
 HUM HAIN TO SAMAAJ HAI  SAMAJ HAI TO SARKAAR HAI  SARKAR HAI TO NIYAM AUR QAANOON HAI  NIYAM AUR QAANOON HAI TO INSAAN HAI  INSAAN HAI TO ZARURATE HAIN ZARURATEN HAIN TOVYAPAAR HAI  VYAPAAR HAI TO ROZGAAR HAI ROZGAAR HAI TO ZINDIGI HAI ZINDIGI  KAI TO INSAAN HAI (SW)                 -SHAH ZIYA ALI
Lockdown se kuchh laashen agar shamshan aur qabrustaan me corona ki wajha se jayengi to bahot saari laashen bhook mari aur berozgaari ki wajha se jaayengi jise bhi hona hai corona use ho ke rahega phir chahe insaan ghar me safe rahe yaa na re insaan ko marna har haal me hai  to kiyon na kamaate khaate mare (SW)                     -SHAH ZIYA ALI

HIMMAT

IKTIHAAS RACH GAYE JO LOG WO MAHAAN HASTIYAAN THEEN  HUM IKTIHAAS PARH TO SAKTE HAIN MAGAR KISI IKTIHAAS KA HISSA BANNA NAHI CHAHATE KIYON KE HUM JEE TO RAHE HAIN MAGAR ZINDA LAASH KI TARHAAN (SW)                 -SHAH ZIYA ALI

WUN HAI TO JEEWAN HAI

Image
Jis tarhan se aaj jungalon se per kaate jaa rahe hain agar dekha jaye to aane waala waqt hume ye sanket de raha hai ke aane waale waqt me insaan lakriyaan bhi packeton me qareadega isse pahele ke 100/rupai yaa 200/rupai  me 4,lakriyaan packet me pack  ho kar wo bhi online  ghar tak aayen  usse pahele hi per bacha lo kiyon ke per hi humar jeevan hai(SW) SHAH ZIYA ALI

JAB TAK YE GANDIGI HUMARE AAS PAAS PALTI RAHEGITAB TAK AURAT HAR UMR ME MARTI RAHEGI

AAJ PHIR NIRBHAYA KA KASS YAAD AAYA JAB AURAT KE SAATH GANDE AUR BEHOODA AHLEEL SHABDON KA ISTEMAL KIYA WO AURT HEJAAB ME THI PHIR BHI USE APNE ASHLEEL SHABDON SE NAGA KAR RAHE THE AUR YE BHI TEEN HI LARKE THE AUR INKI UMR BHI 17,15,14 KE LAG BHAG THEE INHE KISI KA BHI DAR NAHI THAA SAREAAM KHULI SARAK PE AHLEELTA PHALA RAHE THE IN JAANWAROTO POLES KA BHI DAR NAHI THAA (SW)                -Shahz Ziya Ali